Muddat se iss pal ka intejaar tha..
muddat se tere hone ka ehsaas tha
tu milenga iss tarah, tera aur mera ye anjaam honga ...
na tune socha tha na socha tha maine
mujhe banake tu aapna, yu ek din kho jaayega...
mere dil me aapna pyar bharke, tu yu dard de jaayega...
maine toh nahi , par tune ye jarur socha tha.,.,
irado me tere, mera dard tha...
mere ansu me hi teri sansar tha...
Bewafa kya kahu tujhe, pyar toh tujhe maine kiya hai...
tune toh e sanam bas mujhse khela hai...
sadiyo ke intejaar ka mazak banake..
waada karke , sapno ka tune souda kiya hai...
mere bina tu aaj toh khush ho sakta hai...
mera pyar tujhe sone nahi denga,,
meri wo hansi tujhe rone nahi dengi.,..
rulaya toh hai, mere ansu lekin tujhe hanse nahi denge...
hansi aati hai teri bebasi pe ye sanam...
tu toh aaya tha jeetne ...
chehra bhi nahi dikha paayega...
tu toh gaya hai harke ese...
